“Ek awaaz hai jo mere kaano me goonjti rehti hai. Ek chehra hai jo meri aankho ke saamne baar baar aa jata hai, mere dil ka sukoon thi wo. Usi ne kahan tha, panchiyon ko azad karo, Allah ki rehmat hogi - Allah ke makrou ko azaad karo. Usne kahan tha, ek majloum ko azad karne ka matlaab hai sari insaaniat ko azaad karna. Aaj moka mila hai, uski baat par amal karneka - aur vohi kar raha hoon.”
| — | Shivam - Emran Hashmi from Awarapan |
No comments:
Post a Comment